How to issue final exit visa with Expiry Iqama

Saudi Arabia men Jinka Iqama Expire ho gaya tha unhe lambe samya tak bahut jyada pareshaniyan uthani pad rahi thi Final Exit Jane ke liye,
jabki Unhe sarkar ne choot de rakhkhi thi ki wo bina kafeel ki izazat se bhi Finel exit ja sakte hain agar kafeel mar gaya hai to|

How to Go Final Exit Without Iqama

Ministry of Labor and Social Devlopment Official website par new update ke anusar Aparvasi Expied iqama ke sath apna final exit visa hasil kar sakte hain, yah un logon ke liye aik bahut hi achchi khabar hai jinke iqama expired ho chuke hain

Awaidh Sadhnon ki or jane aur Pareshaniyon men padne ke bajaye aise log kanoon se madad le kar bhi Final Exit ja sakte hain Yahan Aik Bahut hi Importent Baat Spast kar dun ki Final Exit Visa tabhi jari kiya ja sakta hai ja skta jab ki iqma expired hoke 30 day hi huye hon

Related Post

How can the employer release the final exit visa with the expired Iqama

Niyokta Apne worker ke liye Iqama Expired ke bad Final Exit ki parkriya kar sakta hai iske liye use apne absher account men login karna hoga aur phir \”Issue\” ke option ko chayan karna hoga, Jab wo aisa kar lega to use apne worker ko chnane ke liye bola jayega Uske bad \”Release\” Ke option ko chayan karna hoga taki uske worker Final Exit jane ke liye anumati mil sake
ye sab ho jane ke bad Pyment and Fees ka ullekh kiya jayega| Iqama Expire ke bad Final Exit ke liye Niyokta khudh hi payment ka Bhugtan Krega| Aamtaur Par Kharjiyon Ke Liye Final Exit Visa Jari Karne ke koi Shulk Nahi hai, Halanki Hamen Confirm Maloom Nahin Hai Final Exit vise Ka kya sulk hoga|

How to issue final exit visa with the unit ended by the Ministry of Labor

Jaisa ki Hamne Pahle Hi Bata Diya hai Ki Niyokta Ek Expied Ho Chuke Iqama par Aasani Se Final Exit Jari Kar sakta| Agar Wo Aisa nahi karta hai To Aap Ministry Of Labor Ki madad Le sakte hain

How To Get a Final Exit without iqama?

Agar aapka Iqama Expired ho gaya hai aur aap final exit jana chahte hain, To Sidha rasta hai apna passport lo aur Jawazat ko jake Surender kar do Jawazat Wale Aapko Final Exit Bhjne ke liye Arrangements kar denge Without Iqama| Is tarah se aap 3 years ke liye saudi nahi aa sakte|

admin

Recent Posts

Saudi Arabia Residency Permit: Stay Informed

Introduction to Saudi Arabia Residency Permit Saudi Arabia, known for its thriving economy and rich… Read More

2 months ago

The Ultimate Guide to Authenticator Apps: Securing Your Digital Life

In this digital age, where our lives revolve around the internet, ensuring the security of… Read More

11 months ago

Muqeem Sa Visa Validity Check

The process of checking the validity of your Muqeem visa is crucial for residents and… Read More

11 months ago

Al-Andalus: The Cultural Legacy of Islamic Spain

Welcome to a journey through the remarkable history of Al-Andalus, a period when Muslim rule… Read More

11 months ago

Achieve Success in the UK Tier 2 Sponsorship Program

Welcome to our comprehensive guide on the UK Tier 2 Sponsorship Program. If you are… Read More

11 months ago

Understanding Visa Sponsorship: A Comprehensive Guide

At Iqama Expiry, we pride ourselves on providing valuable insights and guidance regarding visa sponsorship.… Read More

11 months ago