Correct your name on the Saudi Iqama 2023

Agar aap saudi arabia men new aaye huye hain aur aapne new iqama, banwaya hai to aapko dekhna hai ki aapke passport par jo english men name likha hai correct name aapke iqama par arabic men likha hua hai ki nahi|

Passport Par jo name likha hai use arabic men correct likhne men kuch meastic ho jati hai aur yahi meastic baad men aapke liye problem ban jati hai jab aap bank men apna accoun open karane jate hain to ya phir jab aap apne family ko paisa send karne jaate hain to bank wale aapke iqama ko acsept nahin karte

What to do if your name is wrong on iqama

You should go to your Human Resources Officer or your company\’s official relations officer and request him to change your name because it is wrong.

agar aapka name english men galat hai hai to wah Moi website par pahunch kar badal sakta hai aur uske agle din aapko ek new print iqama mil jayega

agar aapka name arabi men galat hai aapke iqama par to bhi yahi prossas aap follow karoge aur uske agle din aapko new iqama print karke mil jayega